Iss baar bhi baarish khoob hui
Aur baadal toot k barsa tha
Galiyan koochay jal-thal thay
Par soch ka sehra piyasa tha
Band darwazon k shishoon par
Jab boondon ne dastak di
Ehsas hua tum Aaye ho
Andaz tumharay jaisa tha…!
Advertisements

0 comments:
Post a Comment