15 October 2009

usay jab yaad ayega wo mausam ka har lamha

| More


Advertisements

usay jab yaad ayega wo pehli baar ka milna
ya tu yaad rakhega ye sab kuch bhool jayega

usay jab yaad ayega wo mausam ka har lamha
tu khud hi ro parega ya khud hi muskurayega

usay jab yaad ayega ke sawan lout ayaa hai
bula bhejega wo mujhko yah khud hi lout ayega

usay jab yaad ayega main kaisey muskurata tha
tu ankhen muskurayengi ya daman bheg jayega

usay jab yaad ayega main kese naam leta tha
tu mera naam likhega ya apna bhi mita deyega ..

Related Posts by categories



Advertisements

0 comments: